ANN BANN LYRICS – Zero starring Shah Rukh Khan, Katrina Kaif and Anushka Sharma. It is sung by Kunal Ganjawala. Its music is given by Ajay-Atul and lyrics are written by Irshad Kamil.
Song - Heer Badnam
Singer - Kunal Ganjawala
Lyrics - Irshad Kamil
Music - Ajay-Atul
Music Label - T-Series
[ads id="ads1"]
Ann bann teri meri thi
Teri meri hai
Baat yeh jhoothi hai
Pal bhar auron ki tarah
Maana tu zara
Pyar mein roothi hai
Apni ab ho na baat kahin
Aise halaat nahi
Mana badli hai teri nazar
Badle jazbaat nahi
Chhode se chhootegi tu na
Chhode se chhootegi tu na
Itna ho jaunga tera
Aage se roothegi tu na
Ann bann teri meri thi
Teri meri hai
Baat yeh jhoothi hai
Pal bhar auron ki tarah
Maana tu zara
Pyar mein roothi hai
Kam zara zara hans ke roz tadpan
Kiya karoon par hai yeh bhi uljhan
Lage mujhe hasna jhooth mera
Dar laga rahe mujhko roz yeh bhi
Tere hathon bhool se bhi
Jaye kahin dil na toot mera
Khair ab jo mile mujhe
Woh sab mohabbat hai teri
Khair hadh se ghuzarna bhi to
Ek aadat hai meri
Tanha rehna aasan kahan
Mushkil yeh kaam lage
Itna sach hai tu maan ise
Hum tere naam lage
Chhode se chhootegi tu na
Chhode se chhootegi tu na
Itna ho jaunga tera
Aage se roothegi tu na
Ann bann teri meri thi
Teri meri hai
Baat yeh jhoothi hai
Pal bhar auron ki tarah
Maana tu zara
Pyar mein roothi hai
[ads id="ads2"]
Lyrics - Irshad Kamil
Music - Ajay-Atul
Music Label - T-Series
[ads id="ads1"]
Ann Bann Lyrics
Ann bann teri meri thi
Teri meri hai
Baat yeh jhoothi hai
Pal bhar auron ki tarah
Maana tu zara
Pyar mein roothi hai
Apni ab ho na baat kahin
Aise halaat nahi
Mana badli hai teri nazar
Badle jazbaat nahi
Chhode se chhootegi tu na
Chhode se chhootegi tu na
Itna ho jaunga tera
Aage se roothegi tu na
Ann bann teri meri thi
Teri meri hai
Baat yeh jhoothi hai
Pal bhar auron ki tarah
Maana tu zara
Pyar mein roothi hai
Kam zara zara hans ke roz tadpan
Kiya karoon par hai yeh bhi uljhan
Lage mujhe hasna jhooth mera
Dar laga rahe mujhko roz yeh bhi
Tere hathon bhool se bhi
Jaye kahin dil na toot mera
Khair ab jo mile mujhe
Woh sab mohabbat hai teri
Khair hadh se ghuzarna bhi to
Ek aadat hai meri
Tanha rehna aasan kahan
Mushkil yeh kaam lage
Itna sach hai tu maan ise
Hum tere naam lage
Chhode se chhootegi tu na
Chhode se chhootegi tu na
Itna ho jaunga tera
Aage se roothegi tu na
Ann bann teri meri thi
Teri meri hai
Baat yeh jhoothi hai
Pal bhar auron ki tarah
Maana tu zara
Pyar mein roothi hai
[ads id="ads2"]