PEHLI BAAR LYRICS – Dhadak starring Ishan Khattar and Janhvi Kapoor is composed by Ajay-Atul and sung by Ajay Gogavale. The Lyrics of the song are penned by Amitabh Bhattacharya.
Singer: Ajay Gogavale
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Music: Ajay-Atul
Music Label: Zee Music Company
[ads id="ads1"]
Iss qadar kisi ki dhun sawaar hai ji
Jiski aas mein hui subah se dopehar
Shaam ko usika intezaar hai ji
Hosh hai zara
Zara zara khumaar hai ji
Chhed ke gaya
Woh aise dil ke taar hai ji
Pehli baar hai ji, pehli baar hai ji
Iss qadar kisi ki dhun sawaar hai ji
Jiski aas mein hui subah se dopehar
Shaam ko usika intezaar hai ji…
Hadbadi mein, har ghadi hai
Dhadkane hui baawari
Saara din usey dhoondhte rahe
Naino ki lagi naukri…
Dikh gayi toh hai usi mein
Aaj ki kamaayi meri
Muskura bhi de toh mujhe lage
Jeet li koi lottery…
Dil ki harqatein…
Meri samajh ke paar hain ji
Hey… ishq hai isey
Ya mausami bukhar hai ji
Pehli baar hai ji, pehli baar hai ji
(Hmm….)
Saari saari raat jaagun
Radio pe gaane sunun
Chhat pe let ke
Gin chuka hoon jo
Roz woh sitaare ginun
Kyon na jaane doston ki
Dosti mein dil naa lage
Sabse vaasta tod taad ke
Chahta hoon tera banun
Apne faisley pe mujhko aitbaar hai ji
Oho.. tu bhi bol de
Ki tera kya vichaar hai ji?
Hmm… ra re ra rara…
[ads id="ads2"]
Music: Ajay-Atul
Music Label: Zee Music Company
[ads id="ads1"]
Pehli Baar Lyrics
Pehli baar hai ji, pehli baar hai jiIss qadar kisi ki dhun sawaar hai ji
Jiski aas mein hui subah se dopehar
Shaam ko usika intezaar hai ji
Hosh hai zara
Zara zara khumaar hai ji
Chhed ke gaya
Woh aise dil ke taar hai ji
Pehli baar hai ji, pehli baar hai ji
Iss qadar kisi ki dhun sawaar hai ji
Jiski aas mein hui subah se dopehar
Shaam ko usika intezaar hai ji…
Hadbadi mein, har ghadi hai
Dhadkane hui baawari
Saara din usey dhoondhte rahe
Naino ki lagi naukri…
Dikh gayi toh hai usi mein
Aaj ki kamaayi meri
Muskura bhi de toh mujhe lage
Jeet li koi lottery…
Dil ki harqatein…
Meri samajh ke paar hain ji
Hey… ishq hai isey
Ya mausami bukhar hai ji
Pehli baar hai ji, pehli baar hai ji
(Hmm….)
Saari saari raat jaagun
Radio pe gaane sunun
Chhat pe let ke
Gin chuka hoon jo
Roz woh sitaare ginun
Kyon na jaane doston ki
Dosti mein dil naa lage
Sabse vaasta tod taad ke
Chahta hoon tera banun
Apne faisley pe mujhko aitbaar hai ji
Oho.. tu bhi bol de
Ki tera kya vichaar hai ji?
Hmm… ra re ra rara…
[ads id="ads2"]